Posts

mid night

Pahele ke zamane me kaha jata tha ki jaldi so jana chahiye or jaldi uthana chahiye tohi insan ki achhi tarakki hoti he... But see us right now... Hum nahi jaldi so rahe he nahi jaldi uth rahe he but still most of the people who are successful right now work in night... Why? Matlab ye nahi hota ki ab jaldi uth rahe he ya jaldi so rahe he matalb ye hota he ki 24 ghante mese ap kitane ghante apne liye nikalte he jo apko har ek din kal se jyada grow karvata he bat ye he ki successful hone ki koi perfect path ya way nahi hota success hone ke liye khud ke ek views hote he logo ko 6od ke ap khud kya karna chahte ho ye jyada important he apke liye konsa time jyada worthy he fruitful results ke liye ye jyada important he zindagi sabko alag alag mili he jine ke tarike bhi alag alag hone chahiye it's hard to copy someone actually.... Bez you have to work according to their schedule.... Which is not preferably for your mind set but you still follow it best you have fear in yourself you have fe